Tapori SMS (Hindi)

Bole to ekdum jhakas style propose marne ka,
Yun ghoor ke kya dekhti hai, Maardalegi kya?
Dil dena hai to de, Rakh ke achaar dalegi kya?
------------------------------
Munna bhai: Circuit ye valentine day kaun sa din hai?
Circuit: Simple bhai aajkal valentine day ‘Kiss Day’ ko kahete hai.
------------------------------------------
Tum apun ko itna sms karta hai..
Apun ko reply karneko majbur karta hai..
Kya iske peeche koi plan hai..
Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
------------------------------------------
Munna bhai: Abe circuite bata, agar bina dato ka kutta kate to kya karne ka?
Circuite: simple he na bhai, bole to bina sui k 14 injection lagane ka.
------------------------------------------
God puchha “kidhar jaane ka maangta?” Swarg ya narak?
Apun bola narak.
Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega. Bole to jidhar tum, woich apna swarg hoga.
------------------------------------------
Kya mamu apun ki yaad nahi aa reli kyaa?
Kya apun hi tere ko aise jhakas msg bhejta rahenga kya?
Bole to tu bhi ek-do rapchik msg chipka dal!
------------------------------------------
Apun dono ka dosti 1dum jhakz hona mangta hai,
Jhakz bole to,apun hira 2 moti, Apun sabji 2 roti,apun pani 2 tanki,
Apun tarzan 2 monkey.
------------------------------------------
Apun ek sher bolega, Choro Taraf Chand fenkrela hai light, Boleto ho gayeli hai night, Band karne ka tube light, Aur soneka tight, Boleto, Bye Good Night..

No comments: